mera masla app ka hal !

Thanks

kisi aqalmand ko samjhnay kay bay-aqali ki bohat kami honi chahyay , tab hi aqal main kuch aata hay :stuck_out_tongue:

aap ko itni ander ki reporting kon daita hay ? :confused:

ap k liay koi masla hay kia khush karna kisi ko ? mirroro k samnay do teen serous pose banaiyay, khud ko hansi na ayay to paisay wapis :-p