mera masla app ka hal !

mujh say koi khush kion nahi rehta :S

Re: mera masla app ka hal !

kion k, ur too good for them:D

Re: mera masla app ka hal !

apne harkatain sahe karo :chai:

Re: mera masla app ka hal !

^ app pehlay apna lehja sahee karain....

lify > nahi yaara ...her koi naraaz hee rehta hai ....mainy bhi sub say naraz ho jana hai naraz

Re: mera masla app ka hal !

Kisi shaa'ir ne iss baat pe kyaa khoob kaha hai

jab life ho out of control
honton ko kar ke gol

honton ko kar ke gol
seeti baja ke bol

Aalllllllllllll iz Vel

Re: mera masla app ka hal !

dont worry, be happy

Re: mera masla app ka hal !

P_G aap neeley chand ki tarah once he nikalti hain :bummer:

PG ko ganja kehtay hu’ai sharam nahi aati :smilestar:

aunties wali harkatain na kijiye :emmy:
TLK uncle nikki baaji ke ghair maujoodgi mai mujhey maar rahy hain :crying:
PG TLK uncle apne aap ko sheeshey mai dekh ke ganja keh rahey hain :@:
aapko tou chand kaha hai mainey :@:

Re: mera masla app ka hal !

kyun ki tm pagli ho :p

Zaroor aapse jo bhi esa karta hei jelous hota hoga :chilly:
So enjoy yourself and always be happy.never forget that you are the best one.:waves:

Re: mera masla app ka hal !

So dont be upset and be happy.:slight_smile:
forever:yahoo:

sirf tumhari ID daikh kay idhar a gaya hooN
warna mujhay koi shauNQ nahi hay flooding karnay ka :snooty:

waisay bhi main nay cafe ko taqreeban talaq day di hay :naraz:

jeena seekho larki numa girl... zindagi zinda billi ka naam hay!!!

agar raasta badalnay ki himmat nahi to rastay par chalna seekho...
logon ko khush karnay ka simple tareeqa yeh hay kay dosron kay dukhon ko suno aur apnay dukhon ko chupao... ulta karogi to log bhaag jaingay... dosron ki khushion main shamil hojao... hanso aur muskurao... hamain zindagi iss liay nahi mili kay hamesha gamzada hi rahain... khud khush raho dunnia bhi khush nazar aigi... har kaam apnay waqt par hota hay, har haal main Allah ka shukar ada kar kay daikho...

Re: mera masla app ka hal !

Great advise from ATA …:k:

Re: mera masla app ka hal !

doosron ki choro...bas apne aapko khush rakho...then u will feel every1 around u is happy too :)

Same is here :teary3:

Re: mera masla app ka hal !

P_G

try to love urself for once, feel that ur important too. Zindagi baar baar nahi ati hai. Aur waisay bhi hum nay sab ko khush kernay ka thaika nahi leeya hua hai...

dunya ki fiker kerti rahi, to aik din khudi hatum ho jao gi....

phir kaun kis say khush rahay ga!!!!!! dunya tumharay baad bhi chalti rahay gi

So instead of thinking this way, be positive and jeena seekho!!!!!!!!!

Re: mera masla app ka hal !

MashaAllah Korni your comments will be shifted to Life or All views section :help:

wah kya sachi bhaat kahi hai maza aah gaya sun liya nah aab is peh aamal karo ok