wah mujhe nahi pata tha ke aap ithne akalmand hoo kya bhaat hai smaza aah gaya parh ke
Korny sweetie u r right
Re: mera masla app ka hal !
Dard tum nay yah long story puri parhi kay kia :aq:
![]()
Re: mera masla app ka hal !
very funny sannan
Re: mera masla app ka hal !
![]()
Re: mera masla app ka hal !
So ab tumhe khush ho kar enjoy karna chahiye.
Re: mera masla app ka hal !
mujhay her bat bay baat per gussa bhi bohat aata hay : (
TLK > mujhay seetiyan maarne nahi atee ..yeh kaam app hee ko kernay aa saktay hain smilestar
**LP > **bus mera her kam once upon a time hee hota hai : P
Decent Munda > khuda k ley mere aqalmandee say jalna band ker dain …kalay karylay ban jaain gay !
Alesha choudhry > hmmm point to be noted : )
james bhaand > talaaq daynay ki baree jaldee hotee hay app logooN ko …app nay to zakhmoon per namak hee chirik dya : (
ATA > app ko shaadi mubarak …mithaaye khilaatay nahi hain ..or dosroon ko kehtay hain k sub ko khush rakha kero …aisay mashweray main nahi maantee pehlay khud ker k dikhaain snooty
name-105 > takay khud gherz or bay hiss ka title bhi mujhay hee mil jayee smack
Sannan> mere thread main sirf main he roon gee dosra koi nahi ro sakta …apna alag thread kholain ronay k ley snooty
PInk fig > mainy yeh kub kaha main khush nahi ?
i said dosray mujh say khush nahi !
DM:cb:
Thanks
kisi aqalmand ko samjhnay kay bay-aqali ki bohat kami honi chahyay , tab hi aqal main kuch aata hay ![]()
aap ko itni ander ki reporting kon daita hay ? ![]()
ap k liay koi masla hay kia khush karna kisi ko ? mirroro k samnay do teen serous pose banaiyay, khud ko hansi na ayay to paisay wapis :-p