P_G
try to love urself for once, feel that ur important too. Zindagi baar baar nahi ati hai. Aur waisay bhi hum nay sab ko khush kernay ka thaika nahi leeya hua hai…
dunya ki fiker kerti rahi, to aik din khudi hatum ho jao gi…
phir kaun kis say khush rahay ga!!! dunya tumharay baad bhi chalti rahay gi
So instead of thinking this way, be positive and jeena seekho!!!