Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai kuch kahay baghair hi bannn ho jaoun ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai kuch kahay baghair hi bannn ho jaoun ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Time aa gia hay
Golden Chance
![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
time qulfi khanay ka ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai TLK uncle mujhay adopt kar lain aur main unka dimagh kharab kar doon ro ro kar ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
meraa jee chaahtaa hai k kuyeN meN kood jaauuN...sunaa hai vahaN bahot aaraam hai :D
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
naheen infractions/warning aur ban hona ka
![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
wahan main ne kal frog rakhay hain unko haath nai lagana ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
wuh kaise ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
tumharay bus kay baat naheen hay ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
tumhaare frogs bhii tumhaare jaise hoNge…ro-uune! haha
unko kaun haath lagaayegaa? ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
acha ![]()
meray Frog meray se b 2 haath agay hain thapar b maar dete hain ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mujy b FROQ bohat pasans hyn:hehe:
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
achchhaa kiyaa bataa diyaa…maiN do haath kia teen haath door rahuuNgaa un se … sunaa hai crying is quite contagious ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chah raha hai meri meri memory lost ho jaye :hinna:
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
new harddisk dhalwani hay kaya ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
maujy to wish karnay ki zarurat hi nahe hi
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
haan aisa hi samajh lijiye ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
hayeN? :o thii hii kab jo lost ho jaaye? ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Maira jee Panga
karnay ko kar raha hay ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
ijazat hy IS say lay lo:hehe: