Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chahta hai kay meri friend ki mangni ho jaya…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chahta hai kay meri friend ki mangni ho jaya…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
osko mangani ki date fix kar k sub ko atana shuru kardo,asay hi
mounh say achi baat nikaltay rahna chaheay
janay kab qabuliat ki ghare mi qabul ho jae
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chata hai keh aaj kisi nah kisi ko khalaas kar doon gs peh
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mein sub ko tang karoon ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chah raha hai ghar chali jaun :(
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
karo orr agay say jo vo karen:smilestar:
en k mazay lo:mehr:
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
tum:nessy: dil kagga k parho:emmy:
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
free bethi hoon
chuti ho gayi hai
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
to khod ghar chali jao ,es mi koe problem hi
free bethi hoon :( chuti ho gayi hai
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mujhe raasta nahin maloom na
n i have never been out alone
waiting for my van
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai warning mil jae ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
maira jee chah raha hay phadda ho jay
![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
meraa jee chaahtaa hai k Dabba Peer Baba ke paise maar duUN :D
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chahta hai kisi ka pc hack karoon ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
![]()
maira jee chah raha hay kah mein kissi ko ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mera jee chahta hai koi mujhay warning dilwa de ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai ke mein
dekhoon
![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai ban ho jaon ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
koi kaarna saranjaam do pir ![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
kisi ko bura bhala kahoon to ban ho sakti ![]()