Tum ne mujhe dekha
Ho kar meherbaan
Ruk gayee ye zameen
Thum gayaa asmaan
Jaane man
Jaane jaan
O kaheen dard kay sehra main
Ruk tay chaltay hotay
In hotoan ki hasrat main
Tap tay jal tay hotay
Meherbaan ho gayee
Zulfi kee badliyaan
Jaane man jaane jaan
yahan dunya main hai ruswaee bohat
har baat main hai mubalgha arahee bohat
fiker-e-suhan hain saab k juda juda
bheer main b hai tanhaii bohat
tarz-e-takalum hian sehreen mitay mitay
par diloon main hain kadortain bohat
haqeekat ki dunya main lotna para
go khyaloon ki dunya sajyee bohat
masla bay rukhii ka haal na howa
hum nay yeah guthi suljahee bohat
ab logoon say kesa sihkwa shan
yeah bat phelay tumhain samjhaee bihat
bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte,
jaam doosro se cheen ker hum piya nahi karte,
unko mohabat hai to aa ker izhaar karein,
peecha to hum b kisi ka kiya nahi karte
Tum ne mujhe dekha
Ho kar meherbaan
Ruk gayee ye zameen
Thum gayaa asmaan
Jaane man
Jaane jaan
MashaAllah MashaAllah songs, ghazals say bharpoor shari ....... i think there is one cute song as well ... jaane man jaane jaan ho kay tum say juda ....
anyway keep it up
here another
dukhe asmaan kay niche
ham hi ko kyon rona tha
is jodayi ka ghum
hum hi ko kyon sehna tha
choor kay jaanay walay
itna tu soch kay jaatay
keh hummey bhi saat ley jatay
aj bhaitey hay yaha pay
aur aik baat sochtay hai hur baar jab teri yaad aati hai
teri jodayiee ka ghum hammey hi kyon hona tha.....
thanko thanko i am going to put more in inshallah
this is an amatuer try ok here goes
yeh ishq pani ki tarha hai
jitna ziyada utna hi gehra
teray pyaar may o zalim zamanay ki thokray khatay rahay
apney pyaar ko bhi gehra rakh
ab hum haar manney waley hain
yeh thokrain kub tuk sahein gay
akher aik waqt aye ga
jub hum har manlain gay
kab tak tokhrey khatay raheein gay
akher zamanay ke saath chalna hai
tera intezaar kartey rahain gay
to waqt guzar jaye ga
aur aik dafa waqt guzer jaye
tu kabhi wapis nahi aata