Re: Mehran gate scandal
Have you ever got a sensible reply from those Blind Followers ?
Unn kay replies Mujhay Gaoon ka aik kissan key dilla daitay jo apnay khait main ulta seedha hal chala raha tha
pass say guzartay aik villager nay kaha "bhai tum hal ulta chala rahay ho " ![]()
Kisan bola tum nay bhi to pichlay saal apni baiti ka rishta naheen dia tha ![]()
Dosra aadmai bola bhai iss baat kay iss say baat say kia tau’luq ![]()
ksian Itminaan say bolla “Aiveen Baat say Baat Nikal aai” :cobra: