Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
kal terii yaad ka baadal dil pe yuuN chahya
hum terey khayal ki baarish meiN raat bhar bheegey
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
kal terii yaad ka baadal dil pe yuuN chahya
hum terey khayal ki baarish meiN raat bhar bheegey
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Yaad ka kya hey yaad ko aney dena
aur nigahoN ko ashk bhi bahaney dena
waqt ki gard sey magar dil ko bachana hoga
apni nazar ko merey khaab na bhulaney dena
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Tumhari ‘Yaad’ Meri Zindagi Hai, Yeh Tasleem
Magar Main Chahoon To Tum Ko Bhula Bhi Sakta Hoon
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
**
Tanhai meiN sannatoN ka be'panaah shor
yaadoN ka aasra hey aur hum heiN dosto**
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Baith Kar Saayaa-E-Gul Mein Nasir
Hum Bohat Roye Woh Jab 'Yaad' Aayaa
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
jab bhi meri yaad aaye...Iss se pehle tumhain sataye
apni ankhen mond k tum dheere se mera naam laina!
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
nigah parti hai jiss waqt dil k dhaagon par
to ek dost k ehsaan yaad atay hain
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
phir na pocho k guzar jati hai kia kia dil par
shaam k baad jo yadon ki hawa chalti hai
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Har waqt meri khoj me rehti hai teri yaad
tu nay meray wajood ki tanhayi bhi cheen li
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
yaad bhi uski yeh kehti hui dil say nikli
aise ujri hui basti main bhala kia rehna
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Liptee rehtee hai tere yaad hamaisha hum say **
**Koi mousam hoo yeh muflar nahi phainka jata
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
Liptee rehtee hai tere yaad hamaisha hum say ** **Koi mousam hoo yeh muflar nahi phainka jata
~ nice ~
Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad
yaad bhi uski yeh kehti hui dil say nikli aise ujri hui basti main bhala kia rehna
*~Nice ~ *