Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad


Yaad to hoon gi woh batain tujhay ab bhi lakin
shelf main rakhi hui band kitaboo'n ki tarha
kon janay keh naaye saal main toon kis ko parhe
Kay tera mayyar bhi badalta hai nisaboo'n ki tarha