Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
Zabt ke toot gey aaj to bandhan saarey
Aaj tarpa hai wo dil jo kabhi dharka bhi na tha
2 Likes
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
RanJ KitnA BhI KaraiN UnkA ZamanaY WalaY
JanaY WalaY ToU NaheeN LautT KaR AanaY WalaY
KitnI BayFaiZ Si RaH JaatI HaY** DIL** ki BastI
KitnaY ChuP ChaaP ChalaY JaataY Hain JanaY WalaY
Beautiful and touchy :(
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
*
Nahi ab to koi malaal bhi , kisi wapsi ka khayaal bhi
gham-e-bekasi nay mita diya merey **dil** mein tha agar koi
tujhay kya khabar kay raat bhar tujhey dekh paney ko ik nazar
raha saath chand kay muntazir teri khirkhiyoo'n kay idher koi
kis ko dekhti rehi :) Beautiful sher
*
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
Dil choRa na ap k leay GS pe
IS
May 11, 2007, 5:50am
25
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
**jinhain taaj mehloon ki thi aarzoo wo **
bhala DIL kesi ka bhi rakh laitay kesay
IS
May 11, 2007, 5:53am
26
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
Ajeeb Uljhan-e-Dil hay keh Kissay Dekhain
Saamnay Khuda ho or phir tu Aaey !
IS
May 11, 2007, 6:12am
27
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
IS
May 11, 2007, 6:21am
28
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
Rait par naam kabi likhtay nahien **
**Rait par likhay naam kabi tiktay nahi
kehtay hian loug MUJAY pathar DIL
liken Pathar pay likhay naam kabi mittay nahi
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
*Rait par naam kabi likhtay nahien *
Rait par likhay naam kabi tiktay nahi
kehtay hian loug MUJAY pathar DIL
liken Pathar pay likhay naam kabi mittay nahi
bootiful
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
tumheiN is baat pe haiRat k toota hai hamara **dil
* *muqabil jab k hoN pathaR to sheeshay toot jaatay haiN
Koyal
May 12, 2007, 2:42am
32
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
ye kaisi sargoshi azal ***saz-e-dil*** se pardey hila rahi hai
meri samaa'th khanak rahi hia k teri awaz aa rahi hai
Koyal
May 12, 2007, 2:45am
33
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
wo terey naseeb ke barishaiN kisi our chaat per baras ga'eiN
***dil-e-bekhbar*** mere baat sun usey bhool ja usey bhool ja
Koyal
May 12, 2007, 2:46am
34
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
yahi bahut hai ke dil us ko DhuuND laya hai
kisii ke saath sahi vo nazar to aayaa hai
Koyal
May 12, 2007, 2:49am
35
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
na jaanay dekh kay kyon unko ye hua ehsaas
k meray* dil* pay unhaiN ikhteyaar aaj bhi hai !
Koyal
May 12, 2007, 2:50am
36
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
yahaN k loug upney khawab ***dil ***meiN rukhtey heiN
tum'haarey shehar ki ye ada acchi lugi hum ko
Koyal
May 12, 2007, 2:53am
37
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
yaqeen hai k na aye ga mujh se milnay koi
to phir ye* dil* ko mere intazaar kiss ka hai
Koyal
May 12, 2007, 2:57am
38
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
abhi fasal taaza hai hamaRay haRaf-o-maa'enaY ki
abhi daRtay nahi hum mosamoN k anaY janay saY
tujhaY bhi zabt-e-gham k shooq ne pathaR bana dala
tujhaY aiy* dil* bohat rooka tha raasm-o-rah barhanaY seY
K_Khan
May 12, 2007, 3:02am
39
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
dil buhat akaila hai buhat laalaa-e-sehra ke tarah
tum ne bhi mujhe choor diya hai dunya ke tarah
Koyal
May 12, 2007, 3:04am
40
Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
kis ne kis ko chora