Re: Mehfil-e-UnwaaN-- Dil
kese mohabat kahan ka ishq, hum per sab kuch roshan tha ! youn he zaraa sa shook hoa tha aaoo dil barbaad kaarain
dil ki chotoon ne kabhi chain se rehnay na diya...
jab chali sard hawa main ne tujhy yaad kiya....
is ka rona nahi Q tum ne kiya dil barbad...
is ka gham hai ki bhut dair main barbad kiya...