Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

Re: Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

Chupana chahte hain un se dil ka haal hum lekin,
Hamare aansuoon main gham hamare bol parte hain.

-noon-

Re: Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

Main 'Ashkon' Se Naam-e-Muhammad Likhon
Qalam Chheen Le Roshnai Na De..

Re: Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

*Kuch is tarha meri ankho mein basy hein Ansu
Hont chup hein to zuban ban k sajey hein Ansu *

Re: Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

**zara khamosh reh ker bhi unhain sab kuch suna dena** **zuban se kuch na kehna, dekh ker aanso bha dena**

Re: Mehfil-e-Unwaan — Aansu/Ashq

vo ashk hoon ke sar-e-raah gir gayaa thaa kabhii
uThaa sakaa na koi kitane kaaravaa.N guzare