Wo An’Ginat Khuab Ke Zamanay
Wo Rung-o-Khushbu Ke Sab Fasanay
Udaasion Ke Ghubaar Main Bhi
Wo Muskuranay Ke Sau* Bahanay
Wo Diary, Sha’iri, Risalay
Wo Khuab’Rut Ke Sabhi Hawalay
Hawa-e-Sheher-e-Zamaan Ke Hatho’n Bikher Gaye Hain
Buhat Se Mausam Badal Gaye Hain..
Wo An'Ginat Khuab Ke Zamanay
Wo Rung-o-Khushbu Ke Sab Fasanay
Udaasion Ke Ghubaar Main Bhi
Wo Muskuranay Ke Sau* Bahanay
Wo Diary, Sha'iri, Risalay
Wo Khuab'Rut Ke Sabhi Hawalay
Hawa-e-Sheher-e-Zamaan Ke Hatho'n Bikher Gaye Hain
Buhat Se Mausam Badal Gaye Hain..
Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..
Regards,
Sau* = 100
Mousam Tu Waqi Badal Gaiy Hain nahee Tu PML (Q) say pooch loo:)