Anyone can explain this term Matmi Jugnoo? udaas Bulbul ko raasta dikhate dikhate Jugnu khud udaas kaise ho gaya?
Restored attachments:
Anyone can explain this term Matmi Jugnoo? udaas Bulbul ko raasta dikhate dikhate Jugnu khud udaas kaise ho gaya?
Restored attachments:
Re: Matmi Jugnoo?
idhar matmi jugnoo tu ansoo ko kaha gaya hai…![]()
jis jugno ki ap baat kar rahay hain…wo is liyay udas tha ke wapsi par us ki apni battery khatam ho gaye thee…
sari raat kandoo’n mein takrein marta raha
Re: Matmi Jugnoo?
whats kandoo’n?
Re: Matmi Jugnoo?
whats kandoo'n?
deewaro'n
ko punjabi mein likha
Re: Matmi Jugnoo?
deewaro'n
ko punjabi mein likha
ok.. boohe bariyan te naale kandhaa tap ke wala kande.....
Re: Matmi Jugnoo?
waise mujhe laga ye Matmi jugnu DDLJ ke SRK se inspire ho gaya .. wapsi main Bulbul ko dil de betha
Re: Matmi Jugnoo?
aho..ohi…awa’n ga superman ban kay..![]()
Re: Matmi Jugnoo?
waise iss tarah deewar tap ke aane waliyon ko aam zaban main kia kaha jata hai?
Re: Matmi Jugnoo?
waise mujhe laga ye Matmi jugnu DDLJ ke SRK se inspire ho gaya .. wapsi main Bulbul ko dil de betha
dil ka nahi bill ka chakar lagta hai...usko rasta dikhanay kay chakar mein jo bill bana..she didn't pay..
aur agar dil ka chakar hai...tu zaroor is kay reasons hon gay...
1- chota sa dil kahan sanbhalti phiron ge.
2-shadi kay baad karwat letay howay dab kay jan ba haq na ho jaye
3-uska bulb sari raat ankhon mein paRay ga
4- aur bill kon bharay ga?
Re: Matmi Jugnoo?
waise iss tarah deewar tap ke aane waliyon ko aam zaban main kia kaha jata hai?
English mein= Athlete
Urdu mein = Janbaz chalawi
Punjabi mein= Kothay tapni
Re: Matmi Jugnoo?
kothay tapni se mujhe Chap chatni yaad aai..
no no, ye wo nahi jo aap samkj rahe hain
Chap chutni is chutni made from imli, guR and aata
Re: Matmi Jugnoo?
dil ka nahi bill ka chakar lagta hai...usko rasta dikhanay kay chakar mein jo bill bana..she didn't pay..
aur agar dil ka chakar hai...tu zaroor is kay reasons hon gay...
1- chota sa dil kahan sanbhalti phiron ge. 2-shadi kay baad karwat letay howay dab kay jan ba haq na ho jaye 3-uska bulb sari raat ankhon mein paRay ga 4- aur bill kon bharay ga?
aap to serious hi ho gaye.. kahin aap marriage bureau to nahin chalate?
Re: Matmi Jugnoo?
acha kiya tashreh kar di akhir mein …
Re: Matmi Jugnoo?
ji aik kay sath aik free
ye offer mahdood mudaat kay liyay hai…hamari aur koi branch nahi.
Re: Matmi Jugnoo?
ek museebat ke sath doosri museebat free.. yak na shud do shud ![]()
Re: Matmi Jugnoo?
English mein= Athlete Urdu mein = Janbaz chalawi Punjabi mein= Kothay tapni
last wala theek hai
Re: Matmi Jugnoo?
phir tu kaam hi khatam shud
Re: Matmi Jugnoo?
phir tu kaam hi khatam shud
shadi shuda log itni bujh kiyun jate hain?
Re: Matmi Jugnoo?
![]()
Re: Matmi Jugnoo?
shadi shuda log itni bujh kiyun jate hain?
gas khatam ho jati hoge..ya tail..bujhna hi hai