The gal also lives in pak. She is a daughter of his dad’s best frnd. Mujay nahi pata k unho nay yeh rishta kio reject kia.
Aur **ajuba **jo baat ap nay ki hy yehi sawal meray zehun mai b ghoom raha tha. I wanna settle in uk after marriage, so i want a guy who is willing to stay in uk. BUT i DON’T wanna marry with someone who is willing to marry me for the sake of UK, that would be soooo mean.
Aik rishta reject kerna koi beri baat nahe hoti BUT aik rishtay ko recject ker k dosray rishtay ki baat kerna aur jis say baat ho rahi hy ussay kabhi milay b nahe, daikha b nahe (shayad meri pic daikhe ho but mainay to unki pic b nahe daikhi). I mean aisa koi kaisay ker sakta hy. Its weired isn’t it?
Mai janna chati ho k unho nay aisa kio kia. Is it because he likes me ya phir koi aur baat hy Likin mai kaisay pata kero yeh? Mujay kaya pata k woh muj say sach bol rahay hy ya jhoot?
![]()