mainey suna hai

**mainey suna hai ke kissi insaan ko jaaney key liyey us insaan ****ka nazarya samajhna bohot zarooree hai…:slight_smile: **
**how many of u think its true…aur hum kaisey us insaan ka nazarya samajh saktey hain…:blush: **

Re: mainey suna hai

nazarya :konfused:

Re: mainey suna hai

ab main kaisey samjhaaon...........*smack*

Re: mainey suna hai

jane k liye mmilna zaroori hota hi

Re: mainey suna hai

Suni sunaein baatein pe yakeen nahi kertay :nono:

Re: mainey suna hai

yaqeen kar lena zaoori hota hi

Re: mainey suna hai

dekhna to zarori nahe hota
kissi ki battain bi affect kar sakti hain :blush:

Re: mainey suna hai

haan per jane k liyemilna baat karna zarooeri hai

Re: mainey suna hai

IKlarki magar sirf milker hee thorre aap kisi ko jaan saktey hain…:konfused:
coolmunda_2000…phir kis baat per yaqeen kertey hain…muskuraaing
me01…smack aapka case special hai…maira woh matlab naheen tha…

Re: mainey suna hai

sara kise k nazrya jana itnaa asan nahi dear

Re: mainey suna hai

Woh baat jo sunni sunai na ho :stuck_out_tongue:

Re: mainey suna hai

magar takreeban saaree baatain sune sunaee hootee hain.............
aap mujhey chrhaa kyon rahey hain..........*ghooring*

Re: mainey suna hai

cool ji ap kon c sunee sunai batoo k bat kar rahe hei

Re: mainey suna hai

yeh tum se kiss ne keh diya?

Re: mainey suna hai

nazarya ko english mai kya kehtay hain?

Re: mainey suna hai

^perspective?

Re: mainey suna hai

coolmunda meyra matlab .....most baatain hum kisi na kisi sey he suntey hain.......mostly apney baroon sey....

Re: mainey suna hai

^mein mostly chotoun se sunata houn

Re: mainey suna hai

khari khari suntai hoo ?:hoonh:

Re: mainey suna hai

^nahi baitay baitay :p