maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay'aa na suna gay'aa

*maiN khizaa’N ki dhoop ka aa’ina k maiN aik hoN k hazar hooN
kahiN aa’nsooN ka hooN qafila kahiN jugnoo’N ki qitaar hooN

koi tara toot k gir gay’aa koi chaand chat se uter gay’aa
kisi aa’maaN ki chaal se jo bikhar gay’aa wohi haar hooN

wohi sookhay sookhay se pair haiN wohi ujri ujri se tahni’aaN
koi phool jis pe khila nahi maiN ghamooN ki asi bahar hooN

mujhay keon bulatey haiN payar se ye chahktey punchi mandair se
maiN khamoshi ka dard hooN maiN udaas chaand ka pay’aar hooN

maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa
jisay ungli’ooN ne chuwa nahi wo bad-naseeb sitaar hooN
*

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

wohi sookhay sookhay se pair haiN wohi ujri ujri se tahni’aaN
koi phool jis pe khila nahi maiN ghamooN ki asi bahar hooN

wah koya ji! zabardast :k:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

Zaberdast :lajawab:

thanks for sharing Koyal

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

apkoh semg age he toh me ko bhe semgha deyn :khumar:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay'aa na suna gay'aa

^^ kuriye teri membership poetry forum ke liye kisne approve ki?? :D go find a nursery rhyme forum.

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay'aa na suna gay'aa

:) ok today i decide not to read any urdu poem :)

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay'aa na suna gay'aa

awesome ghazal.............:)

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

Kya baat hey Koyal :k: … bohat zabardast ghazal hey :k:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay'aa na suna gay'aa

yes Nikammo.....nihayati khuubsurat ghazal

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

very nice :k:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

bohat khoob :k:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

thanks Ali

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

thanks WG aj kal kahaN paa’ey jatey :party:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

thanks shaboo :cu2:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

shukria Jwali :party:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

shukria Amal shukar hia ap ko b fursat mil gaye koyal ko parnay ki :naraz:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

thanks sonia g :party:

Re: maiN wo sher hooN jisay aaj taak na kaha gay’aa na suna gay’aa

thanks ocean and MM :):party: