main paan khaa rahi hoon...

:yummy: …who else??

Re: main paan khaa rahi hoon…

metha :yummy: ya phr patti/ chunai wala … :frowning:

Re: main paan khaa rahi hoon…

aray gaaozaban tambaaku wala.. :yummy:

Re: main paan khaa rahi hoon…

paan? :hoonh:

Re: main paan khaa rahi hoon…

sachi mai tambaku wala … :mad:

Re: main paan khaa rahi hoon…

you unko mat batana… pleeeeeeeeeeeeeeej :sunnyboy:

Re: main paan khaa rahi hoon…

q q?? :sid:

Re: main paan khaa rahi hoon…

u dont worry .. .vese tambaku wala khnai kafi muskil hota hai … ye tou driver hazraat khatai hain jinhai sari raat driving kerna hoti hai … u sachi mai eatin tambaku wala .. :sunnyboy:

Re: main paan khaa rahi hoon…

us se to mouth red ho jata hai :hoonh:

Re: main paan khaa rahi hoon…

ho to gaya :bummer:

Re: main paan khaa rahi hoon...

kaun saa paan? Banaarsii yaa Lakhnauwii? :)

Re: main paan khaa rahi hoon…

khauee ke paawn banaras wawla… :shoaby:

Re: main paan khaa rahi hoon…

tab to phir BAND ho gayaa u kii 'aql kaa taalaa :smiley:

Re: main paan khaa rahi hoon…

i can hve meetha paan as well as the other sauf khusbu :bummer:…bt ya i eat them like once a mnth and at times once every 4-6 mnths. lol. its not good for health :nono:

Re: main paan khaa rahi hoon…

I love metha paan but only sometimes :wub:

Re: main paan khaa rahi hoon…

asli paan kha ke dekho, hosh aa jain ge :hehe:

Re: main paan khaa rahi hoon…

**lot of ppl like meeThaa paan especially after dinners and in Bombay when ladies go to beaches :slight_smile:

i HATE paan…i never ever ate paan…back home they give you paan to neutralize the bitter aftertaste after a throw-up and once i was given and guess what?..i THREW-UP again right away!!! :smiley: i can’t stand the taste of paan

btw, spitting paan juice [peek] is a social EVIL and i want them to be hanged in public … i heard that in old Jeddah, they had BANNED paan a few years back…Good SheiKh Ji!!! :)**

Re: main paan khaa rahi hoon…

jee nee.. :naraz:

naqli kaunsa hota hay?? :konfused:

Re: main paan khaa rahi hoon…

meetha is nakli

If you ever have the real one, like I did accidently, trust me you don’t want that :hehe:

Re: main paan khaa rahi hoon…

you ke paan mein red red blood hai :crying: