Re: main paan khaa rahi hoon…
aap kis ko khoon khoon kar rahi hain mohatarama?
Re: main paan khaa rahi hoon…
aap kis ko khoon khoon kar rahi hain mohatarama?
Re: main paan khaa rahi hoon...
aap kis ko khoon khoon kar rahi hain mohatarama?
Jo mohtarma paan kha rahi hain
Re: main paan khaa rahi hoon…
seriously!! ![]()
red nahin hay ye to brown ho gaya chaba chaba ke .. dekho… aaaaaaaaaaa ![]()
main to abhi chhoti shi baby hun.. ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
mm without a crying smiley
![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
Khoon ko kese chabaya hai ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
ham bhool gaye they
issliye ab 2 haazir hain
Re: main paan khaa rahi hoon…
LOL
why ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
paan pe abhi maiN ne ek gaanaa dekhaa…film hai “Teesrii Qasam”:
Re: main paan khaa rahi hoon…
awein bas ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
![]()
ye alag hee dunya main rehtay hain.. ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
achi bhalay larki ho k paan khati ho chalo mujhe de do
Re: main paan khaa rahi hoon…
Q Q??
u apna paan buy karo.. ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
jab b paan buy krne k liye pocket main hath dalta hu tu pocket bye kah deti hai ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
phir u ghar main beth ke chaae hee p lo.. ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon...
main chaeee nae pita mujhe paan khana hai gawal mandi ka
Re: main paan khaa rahi hoon...
eeewwwwww .. i hate paan
Re: main paan khaa rahi hoon…
merii dunyaa baahar se black N white nazar aatii hai magar andar se baRii ‘rangeen’ hai
![]()
Re: main paan khaa rahi hoon...
eeewwwwww .. i hate paan
tum kabhi lohari ka mitha paan khao na tu tum ko pata chalay paan kya hai
Re: main paan khaa rahi hoon…
haan mujhay andaza hay aap kitnay rangeen mizaaj hain.. apka “lafz lafz” batata hay.. ![]()
paan kiya hay?? ![]()
Re: main paan khaa rahi hoon…
hayeN? maiN ne 'arz kiyaa k maiN paan kii taraH ‘andar’ se laal huN…katthe se sharaabor huuN
rangeen mizaaj to maiN zaraa bhii nahiiN…baRaa khaRoos aur rookhaa sookhaa huN…mere Khayaal baa-ma’nii haiN jaise alfaaz meN muzmir hoN ma’aanii!!! ![]()