Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~
bahakna hay shayd leekan mujhay yah poetry achi lagi aur baghir change key post di :cobra:
Veena ka pata naheen leekan maira bhai jub bhi Hadeeqa Kiyani ko daikha hay to ghumzada ho kar foran kahta hay kah yah pahlay Naa’tain parhti thi ![]()
aab to jaisay he hadeeqa aati hay main pahlay key kah daita hoon ![]()