~*~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~*~

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

bhataknay tha shaaid :crying: ya behaknay

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

Veena Malik bhi kabhi Masoom thi :frowning:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

veena malik kon thi? :crying:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

Thi nahi hai… :aj:

Zinda hai Veena Malik Zinda hai :hbk:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

bahakna hay shayd leekan mujhay yah poetry achi lagi aur baghir change key post di :cobra:

Veena ka pata naheen leekan maira bhai jub bhi Hadeeqa Kiyani ko daikha hay to ghumzada ho kar foran kahta hay kah yah pahlay Naa’tain parhti thi :frowning:
aab to jaisay he hadeeqa aati hay main pahlay key kah daita hoon :omg:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

:omg: Hadiqa Kiani… Shahida Minni ne bhi to Naat padhi thi

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

yeh poetry thee? :konfused:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

Nahin ye Veena Malik ke bachpan ko ek tribute tha. :hehe:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

tumhari samjh main yah baaat naheen aay gi :cobra: tum yah lo :sunnyboy:

Re: ~~ Main Nay Ser Say Kabhi Aanchal Ko Sirakanay Nah Diya ~~

:Dyi kia post kia:bb: