main martay martay bachi

Guess guys what happened today
main bhli phisli kichen ki taraf chali gai
actually i was trying to cook something coz mom told me to
aur pata hai main kya karnay wali thi
i was about to open the pressure cooker with its weight on:frusty:
main ab kabhi kichen main nahi jaoon gi:crying:…sirf pakanay ke liye

Re: main martay martay bachi

:eek:

awww kooochie koochie :smiley:

Some nufl’s are in place I think :smiley:

Re: main martay martay bachi

What’s up with you & Koochi Koochi today :rotfl:

Re: main martay martay bachi

dimaag nahi hai na :snooty:

Re: main martay martay bachi

:smack:
sab ko batate phirti hoo kay akal gooday gooday hay
ammi ko batana bhool gai kia?

Re: main martay martay bachi

awww

Re: main martay martay bachi

main marnay wali thi aur yahaan logon ko kuchi kuchi soojh rhai hai:crying:

Re: main martay martay bachi

:smack:

Re: main martay martay bachi

i was actually mid way when i realized what i am doing

Re: main martay martay bachi

awwwwww meri sari hamdardiyan tumharai saath hain hugsss

Re: main martay martay bachi

cuz mai bhe kuch aisai hi kaam karti rehti hun.....mom kehti hain choola band kardaina am going out mujhay next day yaad ata hai k oh yaar mom said tht

Re: main martay martay bachi

:hugz:meri amam bhi yehi keh kar jati hain magar wapis anay par khud hi band karti hain:cb:

Re: main martay martay bachi

Patta nahin yar :frowning: Koi masla hai lagta hai :smiley:

Re: main martay martay bachi

ohhhhhhhhh thank Allah you are safe :slight_smile:
bache jo kaam aata nahin hai woh karti kyon ho :aq: main tunahin karti :hehe:

Re: main martay martay bachi

main bhi ab koi kaam nahi karoon gi
aaj ghalti say bhool kar kichen ki taraf chal pari

Re: main martay martay bachi

:hugz: aaj k baad yeh ghalti na karna ok :hug: agar tumhain kuch ho jata tu :frowning:

Re: main martay martay bachi

main bhi yehi soch rahi thi aaj agar kuch ho jata to main aaj GS par jae bhagir hi mar jati
phir meri dukhi atima ko shanti nahi milti aur woh GS par bhataktay rehti

Re: main martay martay bachi

Haan kuch ho jaata to … hamein pata bgi nahin chalna tha … :frowning:

aur did nt you know it was a pressure cooker and …pressure ho ga …duh …:clown:

btw. Hiyyyyyya pk ji and k337 …

Re: main martay martay bachi

^ hi fbi and bye :)

haan na phir hamain duraini chezein dikhtin gs pe :( yara on serious not thank Allah u are safe and may Allah (swt) give u safe and happy life :) ok take care coz i am really out after this post this is my last post for the day i will catch u on Monday agar zindagi rahi tu :DAllah Hafiz

Re: main martay martay bachi


theek hai see ya