Re: main martay martay bachi
FBi main bhool gai thi khe yeh pressure cooker hai …anyways i am fit and fine alhamdolilla and after that i realized i am really a dumbo
Re: main martay martay bachi
FBi main bhool gai thi khe yeh pressure cooker hai …anyways i am fit and fine alhamdolilla and after that i realized i am really a dumbo
Re: main martay martay bachi
Cutie, thanks to Allahjee…nothing happened.
You should give some sadqah.
Apna khayal kiya karey, na ![]()
pyari si pagli
Re: main martay martay bachi
so .. tum bhi Fly karnay se Bach gaye ![]()
Re: main martay martay bachi
Hiya K … thas good same here am all good .. kis ne kaha clever ban ne ke koshish karo .. yahan GS pe to shor machaati ho …aqal ghutnon mein hai .. jab ammi ne kaha to check cooker .. to ammi ko bhi bata na tha na …and now you had to learn it the hard way …:halo:
pk ji … khair to hai .. your going early today …but if you really have to go then take care see ya next time and have a blast of a weekend …
BYE …![]()
Re: main martay martay bachi
tum to khush ho ge i was gonna fly:naraz:
Pathani: bas dua karti raha karein:)
Re: main martay martay bachi
Chalo shukar hai ceiling ko nuksaan nahi poonchaa ![]()
Re: main martay martay bachi
tum ceiling ki baat kartey ho .. shukar karo jo kuch was cooking woh bhi bach giya hai ..warna the salan would have been stuck to the ceiling … ![]()
Re: main martay martay bachi
salan? k337 ka kya hota? Insaani toap ka eeendhun buntey buntey bachi hai
Re: main martay martay bachi
haan k to bachto hi rehti hai .. hamari duaaein us ke saath hein … hamesha k liye aur Allah k karam se woh bach jaati aur bach bhi gae .. Alhamdo lillah …
ps. am talking about salan cos am hungry … K what was it that was being cooked …:halo:
Re: main martay martay bachi
aaj mazay ka salan nahi ban rahah tha …aj zucchini ban rahi thi:naraz:
au main pagal kichen main thi:naraz:
ab mainsirf khanay ke liye kichen main jaya karoon gi:bummer:
Re: main martay martay bachi
bach gai :no:
Re: main martay martay bachi
shukar karo
aglay saaal bhi elections hone hain:naraz:
Re: main martay martay bachi
;smack: ..Ooooooooooh phir bach gie app ![]()
i m just kidding …Sukar hai app bach gie aindah dehan se zara :halo:
Re: main martay martay bachi
shukr u are ok........ alhamdulilah u are fine.........
Re: main martay martay bachi
I beleive i can fly :shoby:
Ab chup kar k yeh Khao ----> ![]()
Re: main martay martay bachi
aww bechaari ![]()
issi wajah se mai cookers ko handle nahi kerti
Re: main martay martay bachi
redroses baji app tou bhoot taaaaaaz hoo ..ub sab ap ki tarah tou taaaaz nahi hotai ![]()
Re: main martay martay bachi
handle karne ki kia zaroorat … …cooker ke to pehley se hi handle hai …
shukar hai bach gae warna cooker copmpany walon ki shaamat aaney wali thi … saaaaley bach gay …(cooker compny waley) …![]()
Next GS elections pe cooker walong ko mauqa dein ge .. ke kis kis ko udaana hai … this way sunnyboy ki wish bhi poori ho jaaey gi … ![]()
Re: main martay martay bachi
Allah ka shukar hay bach gai… kal ko mujhay dubara vote bhi to karna hay :halo:
Re: main martay martay bachi
lol..
company se contract ker lai abhi se ![]()