Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Oh yes ![]()
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Oh yes ![]()
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
bhag ke jaien gay kahan nikah to ho gaya :p
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Bajan kuch to khayal karain meri Ishmaltness ka
ajeeb say lagaingay do do motay aik hi ghar main :s
naheee… main sachi bister say chalang laga kar khud-kushi karloonga but can’t see mee mota cry… aur UNN ko bhi nai daikh sakta motii red
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
^pehlay ye batao unn ko kinn ko????
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
doosri, teesri, chothiiii :-p
yehi to faida hay mard honay ka Huqqa drinking...
ps: laters, have to leave for Namaz, Bajan **and **Sadaf, just love u, and hope you wont find a BHains for me :$ sharmaing
laters...:-)
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
wo na... wo... wo meri...wo na ...kaisay laoon zaban pay UNN ka naam :$:$:$
sharam say laal bagoola hoing...
hehe laters , AH
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
ok. jeetay raho and see u later.
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
![]()
AH
Namaz ke baad apni behtari ke lieye dua zaroor mangna
Aur itna laal timatar honay ki zaroorat nahin ![]()
Bolo bolo kon hai woh
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
ji nai, hamaray haan ‘UNN’ ka name zaban say nai laitay laal bagoola me…
sirf aisay bulatay hain…
Sajal Bajan,**
aaj kia eid thi jo aisay duain deen kay jeetay raho bachay, kaam hojaiga … ? :s
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Dada Abba - yaani ke bachon ke naam abhi se decide kar lieye hain ![]()
Waisay I have another idea for you to call her
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Meine bhi khanna hai ![]()
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
wo to jahaiz main milay thay
lol at me dot com…
yeh ki honda hay ji ? :s…bhaaliya loke :s
Biindii lokky na bol doon ? yummy
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
unn ki. ![]()
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
SAJAL auntie aaj kal aap bohat welli lag rahi hain muje. Kher to hai na.
koi masla ho to patana, mera screwdriver meri right jaib mai hota hai hamesha.
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Screw driver to udhaar dena ASN
tumharay paich kasnay walay hain...
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Sadaf aap ko kissi nay lift karayi? chup kar kay betho dandlo
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
Mujhay kisi ki lift shift ki zaroorat nahin…
![]()
Aik paichkas to udhaar manga hai ![]()
Kanjoos
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
phir biryani bunee k nahi now tell us upto date about biryanee
Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon
kanjoos ho ga aap ka hone wala. ham khullay dil kay banday haiN, dene par ayaiN to apna dil bi ankh band kar kay day dete hain :D