Mai biryani bananay ja rahi hoon

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

honay wala?!?! yaar woh to kab ka ho chuka :blush:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

mashallah, speed hai kasmay.

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

mai pehaly hi farma chuki hoon
k biryani achi ban gaye thi. :snooty:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

SAJAL auntie, adalat saboot maangti hai. Kehne ko to meray 3 bachay aishwarye raye say hongay par aisa hai to nahi na.

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

tum zara apni laguage durast karo beta ji

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

SAJAL beta? kaise hoa kab hoa, aur muje pata bi nahi challa :hehe:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

main ne kaha tha na ke is ke paich kasnay walay hain :hehe:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

ASN - Had-e-adab

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

sajal putting someone on ignore :whistling:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Sadaf ji bara acha paich kasti hain, do saal workshop mai jharoo maar chukki haiN.

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

apni saltanat ko kooray mai daal kar rakho :hehe:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

salam n hi to evebody