Mai biryani bananay ja rahi hoon

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

hyy Allah :blush:

inni khidmatain horai hain bhai ji ki, lagta hay bara kharcha honay waala hay UNN ka :wink:

umm let me guess… naya **Gold Set **on its way? :-p

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

^ab sab k samnay pol na kholo. :blush:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Dada Abba- You know the way to a man's heart is through his stomach... :)
;)

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

main nay kab kuch kaha , main to totay ki tarah chupp hoon sachi :$

waisay female jab bhi meharbaan hoti hain, to males ko samjh jaana chahyay k unn ki jaibain dheeli honay walai hain :-D

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

To All Females, please take this advice, and make your house a home, a paradise...

really that is so true :-)

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Ji haan, we deserve a reward for working hard, dont we?

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

but your rewards costs really too much all times :s

I wouldn't mind to get a maid if that work hard hurts you females, no hard work for you, and no hard time for us :-p

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

ufff…:rotfl:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Dada Abba - mard kamatay kis lieye hain?
hamaray lieye hi na.... :p
pehlay kehtay hain shadi karwao, zindagi bekar hai
jab shadi ho jati hai to rotay kion hain?

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

hans lain,
hamari to saal bhar ki shopping aur aap logon ki aik din ki shopping donoN barabar :-p

40% goes in clothes
30% goes in jewelary
20% make over kits
10% shoes

bass aam-dani athan-ni kharcha rupp-ayaa :s

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

hamain kia pata hota k shadi k baad wo nazuk andaam haseena 45 KG say barh kar 90 KG ki hojaingi :s
kaash larkion ka weight, un ki umar ki tarah ruk jai... :s

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Ch ch ch :nono:
Buri baat!!!

waisay 90kg tak pohnchanay main bhi mardon ka hi haath hota hai :stuck_out_tongue:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Chalo ji chutti, yani mard na howay America hogai, k 90 ka karnay main bhi mardoon ka hath...
sachi agar aisi baat hay to ham log apnay hath kawaanay ko tayyar hain, lekin plz motay nai hona...

Porri BHAINSAIN lagti hain moti hokar gussa

aik dafa darzi nay mesurement mangi kamar ki UNN ki, i said k pata nai, then I saw a bhains going outside, I told him kay:
' bhai iss bhains ki jo lambai hay wo hamari UNN ki chorai hay' ... that worked :-p

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

sadaf
iss ko bohat hi moti biwi milnay wali hai. :hehe:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Toba toba…
bechari aap ki WOH!!!
:bailan:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

:hehe:
dada Abba apnay walimay pe bulana na bhoolna

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

khud kushi karloonga sachi, lekin sath to nai jaoonga bahar…bol dia main nay bass… snooty
Haq mehar ki jagah, affidavit sign karwaoonga k jiss din Bhains baneen… bass wo din… doosri coming :blush:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

aur sadaf
ye uss k sath sath khud bhi kafi mota ho jaye ga. :hehe:
(my prognosis after reading above)

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

Aur agar doosri bhi aatay saath hi bhains ban gaie to??? :eek:

Re: Mai biryani bananay ja rahi hoon

bhaag jaoonga waleemay walay din…