person above ko in sey maaro…
Jhaaroo
Heel walay sandles
viper
Gamlay
Tomatoes
Kachay Papeetay
Tube-Light
![]()
person above ko in sey maaro…
Jhaaroo
Heel walay sandles
viper
Gamlay
Tomatoes
Kachay Papeetay
Tube-Light
![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
as u wish...
dania ko saari cheezain utha kay maring
:p
Re: maaro! maaro! maaro!
lol..
^
jharooo
Re: maaro! maaro! maaro!
main bhabi ko kaisay maar sakta hon.. NAHEEEEEEEN ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
oh Dania.. ko TINKAY wali JHAROO say Phayti lagaing ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
Kachay Papeetay aur
parain gay
Re: maaro! maaro! maaro!
baita… saray hoye kinno parain gay naa to maza aye gaa ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
main tumharee bahan hoon ..bhaabhi nahi ![]()
tumhain viper kay danday parain gay ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
main naina ko bhabhi bol raha thaa ![]()
haan ap to baji ho mere
kitnay saal ke ho ayee.. 26 :halo:
uff Allah.. viper … ![]()
ima go easy on ya.. phool wali jharoo say pitaye karing ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
^
lagta hai tum nay pakistan main maasiyon walay kaam kiyah hain jabhi saaray jhaaroo kay naam pata hain ![]()
main 26 ki nahi hoon..kaash hotee:teary1: ..lekin jald hojaongee inshallah ![]()
chalo ab tumhain lakri kay doi sey maaroon gee ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
hahahah … lol @ massi
ab aisi bhi baat nahin hain…
app ke age ulti chalti hai ![]()
main app ko.. pepal kay tree ki dandi kay uper cricket ball Tape laga kar maring
OUCH
Re: maaro! maaro! maaro!
main tumhain
sey maaring ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
yawwrrrrrrrrrrrr Dania.. inti Zalim kab say ho gaye tum .. hain ![]()
![]()
Dania ko Karela ka juice pilaying ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
ice cream khao aur mast hojao
![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
DANIA KO GANDAI TAMATAAR MARRING:hehe:
shaiby ko jharoo aur viper sai
![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
mujhay tum sey yeh umeed nahi thee…![]()
sheen ko tinkay wali jharoon baqol shoby kay maariing ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
Hai Allah.. ![]()
Sheen Baji kay Ghar ki Bell baja kar bhaging ![]()
Re: maaro! maaro! maaro!
Jhaaroo Heel walay sandles viper Gamlay Tomatoes Kachay Papeetay Tube-Light
:D
no no mar kutai please
Re: maaro! maaro! maaro!
tube light say bhi kia maara ja sakta hay ?
wat a electrical mar kutayee : P
Re: maaro! maaro! maaro!
lol..haan woh jo halki see chapat lagatay hain na tou woh tubelight sey laga saktay hain:hehe: