maaro! maaro! maaro!

Re: maaro! maaro! maaro!

tube light say halki se chapat agana bhi khetrnaak hay woh khud itne nazuk hote hay

khair main to kisi ko nahi maroon gee kion k

ajj mood nahi hay : D

Re: maaro! maaro! maaro!

Shoaib, Dania bhi tumhari bhabhi hai? :halo:

Re: maaro! maaro! maaro!

sac has got ganday anday in his hand and aiming at naina wali

Re: maaro! maaro! maaro!

sac , if you do this...ill start disliking you.. sachi say

Re: maaro! maaro! maaro!

wowhO !! my most fav game . . . so i would like to maring a zabardast papi papi bolay tu kiss ;) above me . . .

Re: maaro! maaro! maaro!

sac throws the egg
and Naina wali realizes he wasn’t aiming at her. The egg hits Problem girl and knocks her down.
Watch ur back naina wali :cb:

Re: maaro! maaro! maaro!

naina main uski bhabhi nahi hoon..main uski bahan hoon..baree bahan..:smiley:

PG theek hai mood nahi hai tou phir kal aana :wave:

sac kay bachay agar ganday unday naina ko maray na tou main bathroom slipper tumhain maaroom gee :mad:

Re: maaro! maaro! maaro!

zabardast dashing hug to above me

Re: maaro! maaro! maaro!

newton law kay mutabiq action reaction

jitnay anday app nay maray hain us say double app ko marring * snooty*

Re: maaro! maaro! maaro!

^ :smack:
janwar ko kacchay papeetay sey maaring

Re: maaro! maaro! maaro!

a flying kiss to u . . .

Re: maaro! maaro! maaro!

iss ko unday nahi murghi maaroo..anday bhi khud ba khud mil jain gay :hehe:

Re: maaro! maaro! maaro!

Sac, tum mujhay koi gandi mandi cheez maar kay to dikhao :naraz:

Janwar, please you can keep your pappis and jhappis to yourself. Ap ko apkay karachi ka waasta haath joring

Dania, haan wohi to..main uski bhabhi hoon :blush:

Re: maaro! maaro! maaro!

acha? woh kaisay? *maasoom soorat bana kar poochnay wala icon

oye apna PM check karo..kitnay PMs kar kar kay marr gayee ek ka bhi reply nahi deti :grumpy:

Re: maaro! maaro! maaro!

naina wali - - - - karachi kay zor par he tu hum papi and jhape maring ;) wesay

a big bOoOoOom chuma above me ;)

Re: maaro! maaro! maaro!

Dania, haan jaisey tumhay to kuch pata hi nahi :blush:

Aray yaar main yahan jo tumsay baat kar rahi hoon..Msn ki kia zaroorat. I am not signed in now, its not working for me. Sowwy :blush:

Re: maaro! maaro! maaro!

:smack: ^
janwar Bhai aap satya tou nahi gaye iss umar main? :smilestar:

Re: maaro! maaro! maaro!

abhi nahi tou phir kabhi tou karsaktee ho..jab sey tum bhabhi banee ho sab ki tab sey humain bhool gayeen :crying:

Re: maaro! maaro! maaro!

Janwar Bhai please zulm na karain hum masoomoon par. :p

Re: maaro! maaro! maaro!

barsoo jo khoowab bunay , sach woh ajj howay :blush:

mil he geyah , manzil ka neeshan , apnay sapno ka jahaan , chootay nah yah karwaan , apnay sapno ka jahaan ,

yah pal humhay yaad aaie gay , woh kal yaad aie gaay :slight_smile:

yah pal . . . . . . . . . . :blush:

shukreyah . . . . yaaro shukreyah , pyar jo itna deyah . . . . .

aaoOOo mil kay jhoomay gaaie , cheeray sargum ko . . . . .. naghmay barsaaie , mil kay jhoomay gaaieeeee. . .

yah pal humhay yaad aie gay . . . . :blush: