Re: .. loug hanstay rahay ..
-
wah… aankh dhundli thi parr shehar dhundla na tha .. great
-
tumhari yaad ko us ka dhaal hona hai, really nice
-
khuwaab ki kirchion nay lahu bahaya ur aankh ko jaagna sikha dia… nice
-
nice too
haan sahi kaha Ghazal, zindagi sikha to daiti hay… sab kuch sikha daiti hay aur hamain majbooran seekhna parhta hay…
thank you ghazal for these shair hugs