loag maghroor kion ho jatay hain?

Farz kijeiye, ke u have a friend and really good friend.. U both know each other for a long time and been together through thick and thin, survived through a few challanges… U are so happy that u have a friend like him/her

THEN…

phirrrrrr…

That friend got a reaaaaaaally good job somewhere in a huge company annnnnnnnd though you see him/her around every other day … but now that friend seem to have forgotten that ONCE u were his/her friend…

:frowning:

kia kiya jaey?

Dosti chor di jaey? :barbie:
YA
us friend ka garebaan pakar ke zor zor se jhinjhora jaey? :smilestar:

:hmmm:

Re: loag maghroor kion ho jatay hain?

thudday maaraY jaayeN...

calling resident thudda master XChorniX

Re: loag maghroor kion ho jatay hain?

Hmmmm… iss walay pay la’kh lanat bhej k naya dost dhoond lia jaye. :devil:

Re: loag maghroor kion ho jatay hain?

dost dost naa rahaa
piyaar piyaar naa rahaa
zindagi hammaiN tera
aitebaar naa rahaa
aitebaar naa rahaa

Re: loag maghroor kion ho jatay hain?

AQ - Kia waqaie??? :aq:

Sajal :rotfl: yeh sahi hai… :rotfl:

Kia us ko yeh gana sunana chahiye??? :hmmm:

koi shak hai aap ko?

iss maiN itna loT poT honaY waali kiyaa baat hai :aq:

paRh kar sunaao gee tau shaayad woh bhaag jaaye.. behtar hai gaa kar sunaa dau…

phir woh kabhi waapis naheeN aaye gaa/gee :smiley:

meri marzi main lotoon ya potoon :barbie:

agar main ne ga ke sunaya to aglay pichlay saaray dost mujhay chor jaien gay :bummer:

Re: loag maghroor kion ho jatay hain?

Aur Sadaf ki jaga mai nay gana suna diya tau peechay murr k bhi nahi dekhay ga. :rotfl:

Murr ke dekha to pathar ka ho jaey ga

yeah asli qissa hey yaa phir aap ne teen aurtain teen kahaniyaan parh ke post likhkhee he

bataa kar karnaa jo bhee karnaa ho taakaY hum loug hifaazati intezaamaat kar laiN.. you know… trenches waghera maiN panah waghera jaisaY ehm intezaamaat :cool:

we have an alternative :faizy:

Ji nahin, main ne yeh idea khawateen digest se churaya hai :blush:

abay kiyaa tlism hosh rubaa kee kahaani paRh kar aa rahi ho... :o

Museebat aati hai to bata ke nahin aati.

Hatim ki taaie ki kahani thi yeh :o:

aap deputy nazeer ahmed kee Mirat ul Uroos parHain. Allah shifaa daigaa

:omg: