Parhi hooi hai, kuch ifaqa nahin hooa ![]()
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
achcha dekhian agar aap loag iss ko guess kerain ..
"aagay room ke mulk main koi shensha thaa, ke nausherwan kee see adaalat aur haatim kee see sakhaawat oos kee zaat main thi, naam thaa oss kaa azad bakht"
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
**Kia guess karin:hmmm:Shehansha kon tha; Amitab:aq:
**
aur peechay room ke mulk main koi Jal’laad??? ![]()
thudday khilaye jaayein aisay dost ko
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
Read it again I accidently hit the post button too early
Naam to shahenshahoon wala nahi hai woh kaya anderi raat mein bhi nikalta tha neik bakht :aq:
Awww, bhalla main tum ko is tarha to thuday to nahin mar sakti na ![]()
ho kidher tum, madam?!?!?!? ![]()
ji parh liya hai…
is kahani ko kiya karna hai? khawateen digest main chapwana hai?
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
I guess Loag mahhroor nahee hotaay ---- maghrooor to Laila hotee haii
ISi liye to kaha hai ke thudday (meaning Paye ) khilao maaro nahi ![]()
shenshaa’on wala naam kiyaa hota hai ji? Sharukh khan ke ilaawa bhi dunya main badshah guzray hain
I guess Loag mahhroor nahee hotaay ---- maghrooor to Laila hotee haii
aur laila loug nahi thi .. wo bulbul kaa buchcaa thi
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
TLK
kia guess karna tha story mai? ![]()
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
This is a very complicated thread.
I'm tired.
ke yeah kis mashoor tale kaa aghaaz hai?
guess who came and made it complicated? ![]()
We are still trying to figure out guess kia karna tha. ![]()
Re: loag maghroor kion ho jatay hain?
He’s losing it. It must be all the urdu that’s congested inside his head and is now getting released after all the lassi. ![]()
Jahil awaam ![]()
no wonder the best you can get as a ruler is Mr. 10% ![]()