apko karna yh hay k koi b ak word ak person dayga us par apnay ak yan doo lines likhni hay…jo apkay mind mai us word ki defination hogi:sadaf:…wo kuch b hoskta hay living aur non living…words yan emotions!!!so lets start… mai word day rahi hoon…apnay next person ko
people can live widout khana bt cnt live widout pani!!!i lov samundar ka panii…uskay pass beth kar lahron ko dekhna…har dukhi bnday ka gham halka kar dyta hay panii…kyunki ankhoo se niklnay wala ansoo b hota hay apniii:cb:
abhi thik hay LP
tissue ki zarort humain aksar parti rehti hain aur aksar mujy uni jatay hoye tissue lenay ka yaad nai rehta:hinna:phir main uni se hi buy kar laiti hon:)
YH KONSAY WALAY TISSUE HAIN?
tissue se mai flowers banati hoon bht pyaray decoration k liy:cb:
oks serius ///tissue wo hotay hain jo bachon k naak saff karnay k kam aay hain:naak:
aur attitude logon ka sweat saf karnay …aur dukhi logon k ansoon saff karnay k.!!!
mobile,,,,
ajkal ki duniya ka zarori thing!!!!jisk bina girls ka guzara nai boys ki show nai....baron ko sakoon nai...jiskay bina sab adhora feel hotahay.....
darwaza pe jab bhi bell hoti hai mujy lagta hai ho sakta hai meri koi friend ai ho:) magar aisa hota na:hinna:aur phir mujy apni friends pe ghusa aata hai:mad:
Silence ke aagay "er" laga dia jaeey to dunia kafi pusakoon ho jati hai aur agar kisi ki supari dee ho to wo silencer wali pistol say silent ho jata hai :D
**soup ek to peene kaa hotaa hai aur dusra vo jis meN puraane zamaane meN anaaj Daal kar use phaTkaa [vibrate] jaataa thaa to us meN mile nannhe munne kankar patthar alag ho jaate the...ek kahaavat bhi hai:
soup to soup chhalni bhi bole jis meN bahattar [72] chhed [hole] lol**