Larkoon Kay Nakhray

GEO TV hai Larkiyaan nahi

Kiya yeah naya channel aap ne khola hai???

example k ye nhi khana mujay wo bna do wo nhi khana ye q nhi bnaya apnay hi treeqay hein ap logon k jeenay k

aap ke hotay ussay worry karnay ki kiya zarrorat hai

lol

Re: Larkoon Kay Nakhray

wesay meray hony se kya he
mein akeeli beechari kya kr skti hun.....meri kya majal mein in larkon ko kuch keh sakoon
nuj gareeb ko kon bolny deta he

Re: Larkoon Kay Nakhray

leh waid ab kiya hua?????????

Aap pahlay kapray dho lain phir aa kar baat karna :barbie:

yes ............ its confidence

Re: Larkoon Kay Nakhray

:salam:

Madam g kia haal hain aap kay :lb:

Re: Larkoon Kay Nakhray

u r right sanah larky ziyada chaskory or nakhreely hoty hain

kapray b tum jesay larkon ki khartir dhonay partay haan, itni bhari pents k bus poocha na :frowning:

sir g theek haal ha mera . app chosni nikal day moun say wo bud duain dayti ho ge.

woh to dhoni he paray gi ap ko apnay husband ki .....kya woh bhe nakhray krtay hai ...

Re: Larkoon Kay Nakhray

uuuuufffffffffffffffffff ye larkay

Re: Larkoon Kay Nakhray

uffffffffffffffff yeh lrkiyan

haan bohat, raat ko kazim kahta haa k black shirt pahno ga jab main subha uthti hoo to kahta haa k nahi white day doo :(
office say late hoo jata ha phir

yar agar tumhay larkon ko marna ka sharaf diya jay to kis say marna pasand karoo ge?
danday say?
thapar?
jotay say?
say phir kisi aur cheez say ;)

Re: Larkoon Kay Nakhray

uuuffffffffffffffffffffff larkay or in k nakhrayyyyyyyyyy ufffffffffffffffff

Re: Larkoon Kay Nakhray

hmmm nakhray to sehnay paray gay …ap bhe kam nhe krti hogi …yeh lena hai woh lena nhe woh wala nhe mehanga wala lena hai :champ:

yar mein bohat darpok hun muj se ye kam nhi ho sakta
mein bas beth k batain hi ker skti hun...lolz
larkay bohat tez hoty hein face to face mein kuch nhi ker skti sorry