Larkoon Kay Nakhray

nhi mein sabar shukar kr leti hun

hahahah yeh btanay ki zarrorat nhe the ....yeh pta he hai lrkon ho ke lrkiyan kuch nhe kr skti face to face

qasam say kabi tang nahi kiya … jitnay peesay hoon ussi main khush rahti hoon
bachay ankhain bund kar lain :sara:

mein man hi nhe skta …yeh jhoot hai koi married lrki aisa na kren aisa nhe ho skta

End of the month Saari Salary le leiN ghee to aur kiya maangeiN ghee DHAKKA???

Prosan ne Flat Screen TV liya

MaiN bhee loonghe

Prosan ne yeh liya maiN bhee loobghi

bas ji phir ap logon ki dehshat hi itni hoti he........

Akhar ko 3 month baad tou jeans key pent uttartay hain hum :wink:

:cryb: don’t look towards my chusi :lb:

Baita aap ja kar apni feedar pakro aur so jao :paci:
inn pangoon mein mat paro :ast:

Re: Larkoon Kay Nakhray

SJ Salams

meine yeh kab kaha

wasalam
how r u?larakayyyy hahahaha

kaha to nhi pr hoti ti hai na

Gd gd and u

han hoti hai per mahsoos krnay ki bhe baat hoti hai har koi lrkay ke nhe hoti…koi soft hearted bhe hota hai :smiley: :yahoo:

Re: Larkoon Kay Nakhray

kya hua yahan pe:5:

Re: Larkoon Kay Nakhray

saqi me also fit n fine
waleed.........soft to larkay kabhi kabhi hi hoty hein
ham larkiyan to hoti hi soft hearted hein

haan kaanh ki guriyan hoti hona........aj kal koi soft hearted nhe hoti lrkiyan .......

Re: Larkoon Kay Nakhray

I agree with sara:lifey:

:smilestar: khawajah key gawah dado :barbie:

Re: Larkoon Kay Nakhray

^ very well said

Re: Larkoon Kay Nakhray

:lifey: