Larkoon Kay Nakhray

Burger family k larkay nakhray kartay hai

woh to becharay hai hee nazuk anddaam

Re: Larkoon Kay Nakhray

Salaamz yeah kyaa howra hain? :5:

Re: Larkoon Kay Nakhray

Nakhray hoing :shoaby:

wasalam :5:

wohi kuch jo nahi hota chahiyeh tha!!!

Pakaroon ka kia Tau’luq Nakhroon say :konfused:
Muhtarma Nashta Kia tha aaj :wink:

karo karo jam jam k karo

Re: Larkoon Kay Nakhray

Nharah nahee changaa :ASA:

Re: Larkoon Kay Nakhray

kiss aakiya hai? Nakhra nahi changa

Re: Larkoon Kay Nakhray

maan loo sub k tum nakhray kartay hoo warn .............................................

Re: Larkoon Kay Nakhray

:ASA::ASA::ASA::ASA::ASA:

yar yahi nahi, ya larkay sub ghalat kaam shoauq say kartay haan.

Re: Larkoon Kay Nakhray

really sahi kaha ye mirror k agay kharay ho jaen na to in k to bal hi set nhi hoty itnaaaaaaaaaaaaaa time lety hein utni der mein ham sara make up kr lety hein but inkay hath se hair brush nhi choot'ta.........

chalo maan liya phir

hum nakhray aur aap thumak thumak kar chalnay ko kiya kehenghee??????????

Aap paas khari hoti haiN na

let me tel your mum

khuda ney haseen baal diye to khayal na rakheen unka:snooty:

bas observation he
jitnay marzi hassen hon itna b time nhi lgta
or ap log to khany peenay mein b bohaaaaaaaaat nakhray krty ho

Re: Larkoon Kay Nakhray

yar larkion in sub ko chorna nahi,mera office time khatam hoo raha haa. main kal aa kar in sub ko theek karoon gi. tab tak in sub ki tabiat saaf karoo. Meree bahno ya jahad haa maar daloo in zalimoon koo

Re: Larkoon Kay Nakhray

GEO LARKION

for example?????????

Re: Larkoon Kay Nakhray

ok sanah u dont worry.........