Lag jaye zamaney ki hawa, Jaane kab us ko,
Woh shakhss bhi insaan hai, Kuch keh nahin sakte..
Re: Lag jaye zamaney ki hawa
Lag jaye zamaney ki hawa, Jaane kab us ko, Woh shakhss bhi insaan hai, Kuch keh nahin sakte..
**Asar hua nahin uss par abhi zamane ka
yeh khwab zaad hai kirdaar kis fasaane ka
Kabhi kabhi wo hamen be sabab bhi milta hai
Asar hua nahin uss par abhi zamane ka**