Re: Lafzi Bait Bazi
haan ye forum mods ka hi to hai to unho nay hi bazi leni hai baqi sub ko to hmmm kuch nahi ...
ooh oohhh :)
Re: Lafzi Bait Bazi
haan ye forum mods ka hi to hai to unho nay hi bazi leni hai baqi sub ko to hmmm kuch nahi ...
ooh oohhh :)
Re: Lafzi Bait Bazi
aye gulachii’n ajal tujh say kya nadani huwi
phool woh tora kay gulshan bhar mai werani huwi
![]()
Re: Lafzi Bait Bazi
na rastay hi mein therein na apnay ghar jaean
na faislay ki ghari hai chalo bikhar jaean
tera wajood bhi sach hai magar hamein tuj say
WO ishq hai k tujhey soch kar hi mar jaean
Re: Lafzi Bait Bazi
haal mut pooch **ishq **karnay ka
umer jenaay ki shouq marnay ka
Re: Lafzi Bait Bazi
Re: Lafzi Bait Bazi
![]()
Re: Lafzi Bait Bazi
![]()
Okay ye lain MOD ji ![]()
ye bhi lay lain ![]()
aur ye bhi ![]()
aur ye bhi ![]()
still naraz , okay kiya yaad kurain gi ye lain aur..![]()
Re: Lafzi Bait Bazi
awwn ![]()
jo shair tum nay post kya woh… ![]()
Re: Lafzi Bait Bazi
phoolon ko mai kya karo kuch khilaye bhi ![]()
Re: Lafzi Bait Bazi
Andhairee shab hai sadain hai aur akaila mein
Ujaar ghar hai balain hain aur akaila mein
Re: Lafzi Bait Bazi
kya hai ussay???![]()
batao:aq:
Re: Lafzi Bait Bazi
Re: Lafzi Bait Bazi
:aq:
koi haal nahin tum logon ka…
Mohsin naqvi ka hai…
meraa bhi haal kuch aisaa he hai aj kal:(
Re: Lafzi Bait Bazi
hain
ishq hogya hai tum ko bhi :aq:
Re: Lafzi Bait Bazi
Humain aa kar mana layna kisi bhi shaam say pehlay
udasee tehar jatee hai tumharay naam say pehlay
Re: Lafzi Bait Bazi
Not Really…