Re: Lafzi Bait Bazi
Ye raz samajh mein kab Aata, aankhon ki nami se **samjha hon iss gard-o-gubaar ki duniya mein sabb **say sacha paanii haii..
Cho'waa na Usnay Mujhay Bas Daikhta Raha
Mayree Zindaee Say Woh Is Tarah Khailta Raha
Na Utraa Kabhi Mayree Zindagee Ki Jheel Main
Bas Kinaray Par Baitt'ha Pat'thar Phainkta Raha