Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Mere weham-o-guman se bhi ziyada rooth jata he.
Ye dil apni hadon min reh kar itna toot jata he.
toot
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Mere weham-o-guman se bhi ziyada rooth jata he.
Ye dil apni hadon min reh kar itna toot jata he.
toot
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
**Tu Lakh Khafa sahi magar Ik Bar To Dekh,
Koi Toot Gaya hai Teray Rooth janay sai...!!
Rooth **
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
mujh ko dekhe binaa qaraar naa thaa **
**ek aisaa bhii daur guzaraa hai
*jhooth maanooN to poochh lo dil se *
*maiN kahooNgaa to rooth jaaoge *
**haaN tum mujhe yooN bhulaa naa paaoge
qaraar**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
payam aai hein us yary bewafa k mujy
jisy qarar na aaya kahen bhula k mujy
payam
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
**کب اداسی پیام ہوتی ہے؟
جب محبت تمام ہوتی ہے
Udassi**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
meherbaan
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
http://4.bp.blogspot.com/-bDsobF0hbDM/UJ5SN_Xg-lI/AAAAAAAAEXI/wMoOu3Uh_6M/s320/mehrban.jpg
**
Budgumaan**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
mujhse kia gila tumko itny badguma,n kion ho tum
me ne tum ko chaha hy tum se to kuch nhai chaha
GILA
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
**jab kisii se koii gilaa rakhanaa
saamane apane aaiinaa rakhanaa
Aaina**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
http://www.urdudesignpoetry.com/wp-content/uploads/2014/03/Suna-he.jpg
Zameen
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Koi to dost mere zindagi main aisa ho,
phoolon ki tarah ho wafaon jaisa ho,mere talash ki had us pr khatam ho jayay,
zameen per ho magar asmaan jaisa ho...
TALASH
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
**Tum aye ho na shab-e-ingtezaar guzree hai
Talash mein hai sehar baar baar guzree hai.
Sehar**