**Kabhi Toora,
Kabhi Joora,
Kabhi Phir Toor Ke Joora,
Musalsal Pewand’Kaari Nain, Shikasta Kar Dia Dil Ko…
shikasta **![]()
**Kabhi Toora,
Kabhi Joora,
Kabhi Phir Toor Ke Joora,
Musalsal Pewand’Kaari Nain, Shikasta Kar Dia Dil Ko…
shikasta **![]()
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Shikasta Aainoo Ki Kirchian Achi Nahi Lagti,
Mujhe WadOn Ki KhaLi Seephiyan Achi Nahi Lagti,
http://s3-media2.ak.yelpcdn.com/bphoto/C5_NZ4sIKhu6CmPrQAa_ag/l.jpg
seep
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Moti Seep Main Hi Accha Lagta Hai
Ishq Sine Main Dafn Ho To Saccha Lagta Hai
Jalta Hai Dil Tere zulmon Se
**Par Vo zulm Hi Accha Lagta Hai
Zulm**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
sach kahun mujy yi unwan bura lagta hy
zulm sehta hua insaan bura lagta hy:(
insan
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
hansi aati hai mujhay hasrat e **insaan **per
gunah karta hai khud, lanat bhejta hai shaitan per
gunah
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
**kyuun bakhsh diyaa mujh se gunah_gaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii rihaayat nahiin karataa
munsif**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
bane hain ahl-e-hawas muddai bhi, munsif bhi
kise wakil karen, kis se munsifi chahen
wakeel
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Hai koi wakeel-e-Ba kamal Yaaro
**Jo hara howa ishq jeeta dey mujhe
ishq**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
NaLaeQ
ustady esh sacha kaha tu ne bohat nalaeq hun me
mudat se ek shakhs ko apna banan nhai aaya
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
http://www.urdudesignpoetry.com/wp-content/uploads/2014/01/nalaiqq.jpg
Naam
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
dagh
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
aaina
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
fankar
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*patthar taraash kar na banaa taaj ek nayaa *
**fankaar kii zamaane mein katatii hain ungaliyaan
Pathar **
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Log pathar kay buton ko pooj kar bhi masoom rahay Faraz,
hum ne eik insaan ko chaha aur gunaghar ho gaye
masoom
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
http://urdusadpoetry.files.wordpress.com/2012/09/masoom-sa-bacha-ik-share.jpg
shararat
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*merii jaanib se nigaah-e-shauq kii betaabiyaan *
**yaar kii jaanib se aagaaz-e-sharaart ke maze
Jaanib **
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
chand nikale kisi janib teri zebai ka
rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka
Rang