Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Rang pairhan khushboo zulf lehraney ka naam
mosam-e-gul hai tumhare baam par ane ka naam
khushboo
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Rang pairhan khushboo zulf lehraney ka naam
mosam-e-gul hai tumhare baam par ane ka naam
khushboo
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Aks e khushboo hoon bikharne se rooke koi
aur bikhar jaon to mujhko na samete koi
Aks
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Ye meraa waham eik din mujhey dubo de ga,
tera aks nazar ataa hai sammandar ki lehron mein..
waham
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
main kitanaa waham karooN lekin ik shuaa-e-yaqiin
**kahiin nawaah-e-dil-e-badgumaaN meN rahatii hai
Budgumaan**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
dil nawaz
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*merii yaqin ko baraa badagumaan kar ke gayaa *
**duaa-e-niim_shab teraa be-asar jaanaa
yakeen **
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Main uski zaat pe aisy yaqeen rakhti hoon
K jaise paon k neechy zameen rakhti hoon
Haqeeqaton ki to badsoorti hai apni jagah
Magar main khowab bohat dilnasheen rakhti hoon
Ye naaz hai k koi nadaan mera dushman nahi
Ye fakhar hai k main dost bohat azeem rakhti hoon
zaat
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*merii zaat ko jo nishaan mile *
**mujhe raaz-e-nazm-e-jahaan mile
**
*jo mujhe ye raaz-e-nihaan mile *
**merii Khaamoshii ko bayaan mile
Khamoshi**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Khamoshi ka haasil bhi ek lambi si Khamoshi hai
Un ki baat suni bhi humane apani baat sunai bhi
haasil
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Ishq Darya He Jiska Sahil Nahi Hota
Har Dil Mohabat K Qabil Nahi Hota
Rota Wo B He Jo Dooba Ishq Main
OR Rota Wo Bhi Hai Jisay Ishq Hasil Nahi Hota
doob
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*naaKhudaa ko Khudaa kahaa hai to phir *
**Doob jaao, Khudaa Khudaa na karo
Khudaa**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
http://i1105.photobucket.com/albums/h345/golden_rock/urdu%20poetry/khuda-aur-mohabbat4.png
matlub
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*zindagii aur maut kaa matlab *
**tum ko paanaa hai tum ko khonaa hai
Khonaa **
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Tumhain Paa K Khona Mere Bus Me Nahi
Ab Koi Or Zakhm Pirona Mere Bus Me Nahi
zakhm
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
haal
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
*ajab apanaa haal hotaa jo visaal-e-yaar hotaa *
**kabhii jaan sadaqe hotii kabhii dil nisaar hotaa
Ajab**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Mere wajood ki jageer usne mangi ha
Ajab khawab ki Tabeer usne mangi Ha
Uski qaid mein rehti Hun main pehle bhi
Najane phir kyon zanjeer usne mangi
Jageer
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Ai Jaan-e-gazal
**Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal
Toofan**
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
Har Taraf Gham-E-Hijr K Toofan Hain Mohsin
Mat Poch K Hm Kitne Preshan Hain Mohsin
preshan
Re: Lafz Ba Lafz Poetry -MAy
is tarah sataayaa hai pareshaan kiyaa hai
**goyaa kii muhabbat nahin ehasaan kiyaa hai
ehsan**