Aap hamari shakal ka mazaak ura rahe hain
SIPAHIYoOO isay le jao:mad:
hum bhi kaneezoon ka hi intezaar kar rahe hain:hmmm: na janay kider ghayab hain
adab Esix Miyan
aap bari sharartii hain lifaafa-e-jaan
aap ke yaad dasht kamzoor maloom hoti hai.Hum nihayat hi shareef insaan hain jinhein kabhi zindagi mein jootay nahi parhay.Ek baadshah ko parh bhi kaisay saktay hain:snooty: