aaj hum itnay arsay baad Gupshup pe tashreef laye aur kya deekhtay hain keh hamarai re’aaya ne humein dekh kar adab say salam nahi kiya aur naa hi hamari aamad hi khushiyaan manai gayein?:aq:
kya aap sab bhool gaye hain ke hum koun hain?
sipahiyooo!! fauran sab guppiyoon ko le ke ja ke kaid khanay mei daal diya jaye:shikra: khudi yaad dash wapis aa jaye ge
naseema aur rukaiyya kidher hain?
hamarai begumaat bhi kider hain:shikra:?
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
app ko kon bhool sekta hai
waisey main ne to suna tha app . . … app kissi kaneez k sath bag gayee they :aq:
kaisa reha adventure
ehsan
October 4, 2009, 4:38pm
3
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
yeh phir jail say chut ker aa gaye.
aray jawaan bhagay kahan the woo tou honeymoon pe gaye thay
abhi abhi loutay hain.
jail nahi honeymoon
aap hum pe ilzaam laga rahay hain.
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
ap kon hay flooder e azam:konfused:
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
kitnay saal ka kaka hogaya?
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
ap kon ho
samajh nahe aa raha is ka juwaab kaisay doon
Koun say kakaay ke baat kar rahe hain janab.Abhi hamarai umer hi kya hai:snooty:
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
aray main to reddy hoon..
chaltay chaltaaaaay
chaltay chaltaaaaay
yoonhi koi mil gea tha:shikra:
humummmummmmmmmmmm..
acha jee, paidal to nahy chaley gayee they honey moon pe, itna time laga diya
abhi aap ne khud he to irshaad farmaya k aap honeymoon pe gaye thay..
ready tou hum bhi hain dobara shadi ke liye:shikra:
Re: kyaa sab humein bhool chuke hain?
itney bayusuri awaaaz. hamare kaan phat gaye.
chup jao, nahy to tumhey bhy kaneez bana le ga
ehsan
October 4, 2009, 4:46pm
17
Yaad nahin aap humsaye kee biwi koh ley ker bhaag gay thay, 4 saal kee qaid hoyee thee.
Saltanat ke doorh bhaag say kuch uktaa gaye the.Malika aliyaah kehnay lagein humein kuch araam ke zaroorat hai, hum kamzoor kamzoor maloom hote lage the:teary1:
bas yoonhi thoraa ziada arsa lag gea
LOOK AT ME. IM FLOODER-E-AZAM.
lahol wala quwata.. aap kahen pakistani team k saath to nahi reh rahay aaj kal..
her baat pe kiss