--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

bass kia karain Rabika, insanoon k saath reh reh kar kutton kay jazbaat say door nikal gayay thay, kuttay kia hain, q hain sab bhula dia tha… aaj jab apnay ap ko ayeenay main daikha to laga kay ham insanon say achay to kuttay hain :frowning:

waisay khush to main bhi hoon apnay aap ko daikh kar aaj … lekin bas thori dair k liay, q k main jaanay waala hoon hehe