--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

wow

Kia wo kuttay say Dog bann kar hamari Mohabbat pa laingay ?
Kia wo maashray main wo maqaam pa laingay jo un ka haq hay ?

Kia ham unn dhutkaarna, maarna aur dil torhna chor daingay jab wo angraizi naam rakh laiga ? Judge sahib bolain…