--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Zombie, yar...

apnay liay to sab hi jeetay hain iss jahan main...

bass yehi soch kar main nay aik kuttay hi ankhoon main jhaank kar daikha... kuch apnaiyat si lagi...phir main aur qareeb howa aur wo bhi qareeb... phir itna qareeb howay ham kay aik jaan aur do qalib hogayay...
bass wo din hay aur aaj ka din... dil nay chaha kay apni zindagi kutton k liay waqf kardoon...
bohat wafadaar hain wo blush