Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
lol@bahbi nay pakra howa hehe, nai nai unn ko to kuch pata hi nai chalta ;-)
haan Diya baji,
yeh AQ apnay mohallay main rakhwaatay hains aaray mushairay taakay door na jaana paray...
aur jab raat hojati hay aur barish hoti hay to gaana gaatay hain kay!
Ay abre-karam aaj itna bars ... k wo ja na sakay smack
aur haan aap AQ ko khoob danday maar maar kar sahi karna... bhurkass nikaal daina uss ka hula...
jab tak main zara dunnia k doosray kaam karloon...
Allah hafiz baji :-)
raat ko ya kal yaheen isi jagah milaingay...waving