--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

thankoo thankooo blushing red

aaj ham nay Kutton kay jazbaat par 200 pages ki poori aik kitaab likh di hay... aaj kay baad koi kutta , kutta-pana nai kar sakayga... yeh aik history ham nay cash ki hay ... ham iss kitaab ko W11 main baichaingay... ham Shair ko hire karaingay aur wo apni sureeli awaaz main yeh books Karachi ki busses main baichayga... hulaaaaaa...

kabhi daikha hay aisa kutta ;-)
after Kutta Club LOL

Parcham...