► Kun/kaan Khajoora ◄

Iss reenganay wallay hashrat ul araz kay baray main aap kia jantay hain ? :hmmm:

waisay tou iss nasal ka aik aur insect bhi hota hay leekan uss ko jo naam hay woh sensor kay zumray main aata hay :stuck_out_tongue: I’ll open that one in other section :wink:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

k wo kaan mai nai gussta :barbie: ar zaida tar washroom mai paya jata hay :barbie:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

kunkhajoora means centipede haina IS bhai?

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

:smilestar: English Medium

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

hum logo ke ilake me isi ko gom kehte hain isliye............:D

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

aur phir dimagh main ja kar aanday daita :omg:
hum ko khushi hoi kah hamaray aik paindo bhai ko yah naam pata hay :sannan:

Earwig Barbie girl :omg:


Restored attachments:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

tou youn kaho na Barbie :wub: :omg:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

Yeh mujhe ek dafaa aisi jagah kaat chuka hai ke main yanhaa bataa nahi saktaa…:omg:


Restored attachments:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

earwig achha us ko to kai dafa maar chuka hun...............:D

P.S. waise kaan me ghusne waali baat hamare yanha bhi mashur hai isiliye inko maar chuka hun

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

:smack2: yaar yah dosray walla hay jiss ka naam mainnaheen lay sakta aur yah wohi katta hay aur ka naam bhi ----- kat hay :omg: :rotfl:

bari bahaduri ka kaam kia barbie :wub: :omg:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

Khabardaar! Ladies iss thread se door rahen..

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

bahot barbie barbie kar rahe ho…:aj:

lagta hai aj boss ki wife nahi ayi office isi liye itni masti sujh rahi hai…:smiley:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

Guys check your PM for other insect :omg: :rotfl:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

aaj tou woh bhi Barbie lag rahi hay :wub:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

:hmmm: lagta hai IS bhai ki baatein sahi hain

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

IS bhai baycharay kuch naheen kahtah :hehe:
tum sunao PM main jo kaha tha sach nikla na :wink:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

haan:sid:

abhi bhi yaad ane per haansi aati hai…:omg:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

Ninja suna hai aap ne Begum Nawazish Ali type keede ko maara tha :hmmm:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

:rotfl:

naam bhi aisa he tha uss keeray ka :omg:

Re: ► Kun/kaan Khajoora ◄

ji haan…:smiley: apke karachi me nahi hote yeh